भारत के महान राष्ट्रपति कलाम जी की मौत पर सारे राष्ट्र में शोक की लहर है , वे भारतरत्न और पूर्व राष्ट्रपति होने के साथ साथ देश के महत्वपूर्ण नागरिक और युवाओ के आदर्श थे । उन्हें शत् शत् नमन
ER. UPKAR SHARMA
UPKAR SHARMA ( COMP.SC.ENGINEERING)
Translate
Tuesday, July 28, 2015
एक भारतरत्न का निधन
Thursday, May 1, 2014
Phir
Logo ko sak tha tere loutne par , phir bhi main tera intzaar karta tha ;
Logo ki nhi dil ki suni maine ,
Sayad tab hi be intihan pyar karta tha;
Jab miloge sunayenge kisse tumhari judai ke ;
Kaise gujare hain din teri bewafai ke ;
Tu bholi thi ya nadan thi , sab kuch jan ke tu anjaan thi, ghut ghut ke main ik ik pal jeeta rha , har pal tere bin marta rha , Logo ko sak tha tere loutne par , phir bhi main tera intzaar karta tha ;
Woh kali raat mujhe aaj bhi yaad h , woh meri adhoori baat mujhe aaj bhi yaad hai , tere loutne ki dua to nhi ki maine kabhi lekin tujhe pyar karta tha , Logo ko sak tha tere loutne par , phir bhi main tera intzaar karta tha ;
Aaj tu mere pass h , phir wahi ajeeb ahsaas h , kabhi meri khamosi main dekho , tere wahi purana ahsaas h ,
Kabhi kabhi shochta hoon main , ki taqdeer ne kya se kya kar diya , teri bewafai ke daman ko phir hara bhara kar diya, pass the tum aur main tab faasla meelo ka tha aur aaj jab door meelo hain to ekakar kar diya ....
Ab jana h mere dil ne to ki kyun
Logo ko sak tha tere loutne par , aur kyun main tera intzaar karta tha ;
Tuesday, September 3, 2013
Tip 1: man behind mirrors can see you if mirror is two way mirror .
Tip 1: man behind mirrors can see you if mirror is two way mirror .
Sometimes you visit to in front of a mirror like in Bathrooms , Changing Rooms etc. but some of them may be dangerous for you . you must know there are two types of mirrors :
1. simple mirror that we use in our homes.
2. Two Way mirror that you will see your image in normal but actually you are visible to others from behind the mirror . so will never you that who seen you in changing room .
to recognize the mirror you can take a test ....
Just conduct this simple test: Place the tip of your fingernail against the reflective surface and if there is a GAP between your fingernail and the image of the nail, then it is GENUINE mirror. However, if your fingernail DIRECTLY TOUCHES the image of your nail, then BEWARE! IT IS A 2-WAY MIRROR! The reason there is a gap on a real mirror, is because the silver is on the back of the mirror UNDER the glass.
Whereas with a two-way mirror, the silver is on the surface. Keep it in mind! Make sure and check every time When we visit toilets, bathrooms, hotel rooms, changing rooms, etc.,
"No Space, Leave the Place" So remember, every time you see a mirror, do the "fingernail test." It doesn't cost you anything.REMEMBER. No Space, Leave the Place:
Friday, January 11, 2013
Maa ki mamta
Written by : Rajeev k. Tehanguriya
mili na maa ki mamata ,
mila na pita ka pyar ;
dadi ki baho main hi , mujhe
mil gaya tha sanshar ;
hanste huye bachapan main bhi ,
pahichan na thi apni maa se ;
dadi ki godi main palne se ,
yaad nhi tha maa ka pyar ;
mili na maa ki mamata ,
mila na pita ka pyar ;
dadi ki baho main hi , mujhe
mil gaya tha sanshar ;
paanch baras ki aayu tak ,
pahichan na thi baapu se ;
dekha jab pahli baar bapu ko,
man ki khusiyan nikal gayi kaboo se ;
mili na maa ki mamata ,
mila na pita ka pyar ;
dadi ki baho main hi , mujhe
mil gaya tha sanshar ;
dekha jab pahli baar ,
apne hi bapu ko ;
man ki khusiyan ,
nikal gayi aakhon se ;
dil ka dard nikal pada ,
aansu bankar aakhon se;
mili na maa ki mamata ,
mila na pita ka pyar ;
dadi ki baho main hi , mujhe
mil gaya tha sanshar ;
;
Sunday, December 2, 2012
pyar ka sajda ….ek khoobsurat ehsaas
ek ahsas tere hone ka mujhko hai
ek dar tujhe khone ka mujhko hai
teri yaad hai ki jeene nhi deti hai
ek teri aas hai jo mujhe marne nhi deti hai
Sunday, November 4, 2012
kisi ki aahat se
yun to kisi ki aahat se nhi koi vasta hame,
phir bhi darwaja taka karte hain,
jante hain ki na aayenge sanam mere ghar,
phir bhi intzaar kiya karte hain ,
har alfaj mera unki hi khidmat main nazrana hai,
par woh na jan sake jo maine mana hai,
meri har dhadkan par sirf aur sirf usi ka naam hai,
khata woh kar baithe hain aur mujh par iljaam hai,
aaj na jaane main kitna piye baitha hoon
na jane kab se main teri tasveer liye baitha hoon
aaj lad aaya hoon main khuda se bhi teri khusiyon ke khatir,
apni kushi ke badle main tere gum liye bhaita hoon
mujhe tere aane ka intzaar is had tak hai ki har aahat par tera hi naam liya hai
kisi ki aahat se ,kisi ki chahat se
waqt se kismat tak..
teri yaad main
Thursday, October 25, 2012
ye choti si duniya
kitni haseen lagti hai meri ye choti si duniya,
kitni haseen lagti hai dil ki ye majbooriyan,
hum chahkar bhi bhula sakte nhi,
woh hame bhool jana chahte nhi,
unki dhadkane dhadkati to maine dekhi hain , lekin kiske liye pata nhi ,
meri dhadkane sirf unki hain magar ye kya woh mante hain pata nhi,
har pal jo meri sanso main hain woh najar aata nhi hai,
har pal jise dekha najro ne woh dil dhadkata nhi,
agar sirf dard ka naam pyar hai to, haan maine pyar kiya hai,
agar sirf intzaar ka naam pyar hai to ,haan maine pyar kiya hai,
suna hai maine ki sirf milan hi pyar nhi judai bhi ek pyar hai
agar sach hai tab kahta hoon , haan maine bhi pyar kiya hai ..
pahle sara jahan meri duniya hua karta tha,
ab mera jahan sirf unki yade hain,
pahle sirf unse bate hoti thi sari duniya ki ,
ab sari duniya se sirf unki baten hain,
kaise kahen unse ki woh hi to hain meri choti si duniya ……..
Tuesday, September 6, 2011
MY NEW DEVELOPEMENT
YOU CAN SEE IT ON
http://erupkarsharma.blogspot.com/p/my-special-posts.html
upkar the best
Sunday, February 20, 2011
meri kya khata
woh ladki haseen main ladka jawan dil agar machal gaya to mera kasoor kya hai
upkar the best
hum lakh achche sahi
d 1 who holds ur han
Sunday, November 21, 2010
Tuesday, July 6, 2010
bharat band kya tha
Sunday, July 4, 2010
best friend
Saturday, July 3, 2010
think positive
E.N.D. IS "EFFORT NEVER DIES"
&
IF YOU GET NO IN ANY ANSWER THEN REMEMBER
N.O. ="NEXT OPPORTUNITY"
SO ALWAYS BE POSITIVE
UPKAR THE BEST
Wednesday, June 16, 2010
PAHLE MANSOON KI PAHLI BARIS MAIN PAHLA PYAR
Friday, June 4, 2010
Tuesday, June 1, 2010
DIL KA DUSMAN
Sunday, May 16, 2010
aaj phir.....
aaj phir jamana fariyaad kar raha hai
aaj phir kanha door hai radhe se
aaj phir radha baichain ho rahi hai
baar baar aa rahi hai hichki
lagta hai meri jaan aaj phir mujhe yaad kar rahi hai
upkar sharma
Sunday, May 9, 2010
SHATHI KI YAAD MAIN
JEEVAN KI CHAH MAIN ,
MANJIL KI RAH MAIN ,
KHILA EK GULAB ,
JISE BHAVARA CHHED GAYA,
MILKAR HAMSE EK SHATHI,
HUMMEN PYAR KI RAH PAR MOD GAYA,
JUB MILI AGLI MANJIL ,
TO AGLE HUMSAFAR SE JUD GAYA,
DEKE GUM KA SAMANDAR,
WO DIL KO MERE TOD GAYA ,
AAJ KE LABZ US SHATHI KE YAAD MAIN
JO MUJHE CHHOD GAYA
MERA DIL KAHAT HAI KI WO BEWAFA NAHI HAI SAYAD USKI KOI MAJBOORI RAHI HOGI
AB KHUDA MUJHE BHOOL GAYA HAI SAYAD PYAR KE SHATH THA TAB INSE DOORI RAHI HOGI
SHATHI KI YAAD AAYE HAI
AAJ DIN KYA AJAB HAI
AARAHI HAI AAPNE US SHATHI KI YAAD BHAHUT JISHE
BHOOL JANA DIL CHAHATA HAI PAR BHOOL NAHI PA RAHA